Aisa Main Shaitaan Lyrics of Latest Bollywood Song, Sung By Raftaar. This Song's Lyrics Is Written By Kumaar and Music Is composed by Amit Trivedi.
| Song Title: | Aisa Main Shaitaan |
| Sung By: | Raftaar |
| Written By: | Kumaar |
| Music By: | Amit Trivedi |
| Music Label: | Panorama Music |
| Release Date: | 29th February 2024 |
Aisa Main Shaitaan Lyrics - Raftaar
Jaadu hain zubaan
Bass mein karlu jaan
Toh kaanpe aatma
Aisa main shaitaan
Tantar na mantar
Naa koi antar
Mujhse hain balwaan
Aisa main shaitaan
Kaali raaton ka
Kaala saaya hoon
Kaal mere bass mein
Kaali maaya hoon
Meri ichha se
Duniya chalti hain
Mere bas mein
Kathputli ki jaan...
Aisa main shaitaan
Aisa main shaitaan
Aisa aisa aisa aisa aisa aisa...
Mere jaisa koi
Kabhi naa hua hain
Meri shaktiyon mein
Preton ki duaa
Naa hi main mita tha
Naa hi na hi main mitunga
Mera to mukaddar
Dekho maine hi likha...
Main shikari... Sab pe bhaari
Chhedoge jo tum, jaagega haiwaan
Sabke andar hi soya hain shaitaan
Kabze mein shaitaan, naa kar paaya insaan
Isliye insaan phir banta shaitaan...
Kaali raaton ka
Kaala saaya hoon
Kaal mere bass mein
Kaali maaya hoon
Tum khilone ho, tumse khelunga
Khel khel mein pahuncha doon shamshaan
Aisa main shaitaan
Aisa main shaitaan
Aisa aisa aisa aisa aisa aisa...
Aisa main shaitaan
Aisa main shaitaan
Aisa aisa aisa aisa aisa aisa...
